Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi Poet: Jaun Elia Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi Chaandani Mein Tehal Rahi Hogi. Chaand Ney Taan Lee Hai Chadar E Abar Ab Woh Kapray Badal Rahi Hogi. Surkh Aur Sabaz Wadiyon Ki Taraf Woh Meray Saath Chal Rahi Hogi. …
Read More »Jaun Elia
Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya
Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya Poet: Jaun Elia Deed ki aik aan mein kaar-e-dwaam ho gaya Wo bhi tamaam ho gaya main bhi tamaam ho gaya. Ab main hun ek azaab mein aur ajab azaab mein, Jannat-e-pur-sukoot mein mujh se kalaam ho gaya. Aah wo aish-e-raaz-e-jaan haye …
Read More »Us Ke Pahlu Se Lag Ke Chalte Hain – Jaun Elia
Us Ke Pahlu Se Lag Ke Chalte Hain Poet: Jaun Elia Us Ke Pehloo Se Lag Ke Chalte Hain Hum Kahin Taalney Se Talte Hain. Main Usi Tarah To Bahalta Hoon Aur Sab Jis Tarah Bahalte Hain. Woh Hai Jaan Ab Har Ek Mehfil Ki Hum Bhi Ab Ghar Se …
Read More »Sare Rishte Tabah Kar Aaya – Ghazal – Jaun Elia
Sare Rishte Tabah Kar Aaya Poet: Jaun Elia Translation in English and Marathi Sare Rishte Tabah Kar Aaya All the relationships have come down The heart came to his house Long-term blood sugar What effect have you got? I was in the news From all sides I came unaware Now …
Read More »Umer Guzre Gi Ab Imtihan Mein Kya – Jaun Elia
Umer Guzre Gi Ab Imtihan Mein Kya Poet: Jaun Elia Umer guzre gi ab imtihan mein kya, Daagh hi denge mujh ko daan mein kya. Meri har baat be asar hi rahi, Naqs hai kuch mere bayaan mein kya. Mujh ko to koi tokta bhi nahin, Yahi hota hai khandaan …
Read More »Kuch Kahun Kuch Sunno Zera Thehro – Jaun Elia
Kuch Kahun Kuch Sunno Zera Thehro Poetry of Jaun Elia Kuch kahun kuch sunno zera thehro Abhi zindon mein hoon, zara thehro. Manzar-e-jashn-e-qatl-e-aam ko mein, Jhaank kar dekh loon, zara thehro. Mat nikalna k doob jaao gey, Khoon hai bas,khoon hi khoon, zara thehro. Soorat-e-haal apney baahar ki, Hai abhi …
Read More »Ek Saya Mera Masiha Tha Poetry of Jaun Elia
Ek Saya Mera Masiha Tha Ek saya mera masiha tha, Kaun jaane wo kaun tha kya tha. Wo faqat sahn tak hi aati thi, Main bhi hujre se kam nikalta tha. Tujh ko bhula nahin wo shakhs ki jo, Teri banhon mein bhi akela tha. Jaan-lewa thin khwahishen warna, Wasl …
Read More »Ek Zakhm Bhi Yaran-e-Bismil Nahin Aane Ka
Ek Zakhm Bhi Yaran-e-Bismil Nahin Aane Ka Poet: Jaun Elia Ek zakhm bhi yaran-e-bismil nahin aane ka, Maqtal mein padre rahiye qatil nahin aane ka. Ab kuch karo yaro sahra se ki sunte hain, Sahra mein ab aainda mahmil nahin aane ka. Waa-az ko Kharabe mein ek dawat-e-haq di thi, …
Read More »Dil Ne Wafa Ke Nam Par Kar E Wafa Nahin Kiya
Dil Ne Wafa Ke Nam Par Kar E Wafa Nahin Kiya Poet Jaun Elia Dil Ne Wafa Ke Nam Par Kar E Wafa Nahin Kiya, Khud Ko Halaak Kar Liya Khud Ko Fida Nahin Kiya. Khera Siran e Shok Ka Koi Nahi Hai Junba Dar, Sheher Mein Us Groh Ne …
Read More »Ab Kisi Se Mera Hisab Nahin – Jaun Elia
Ab Kisi Se Mera Hisab Nahin Poet: Jaun Elia Ab kisi se mera hisab nahin, Meri aankhon mein koi khwab nahin. Khun ke ghunt pi raha hun main, Ye mera khun hai sharab nahin. Main sharabi hun meri aas na chhin, Tu meri aas hai sarab nahin. Noch phenke labon …
Read More »