Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhaal Kar Diya

Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhaal Kar Diya

Poet: Perveen Shakir Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhaal Kar Diya Chalne ka hausla nahin rukna muhaal kar diya Ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diya. Ai meri gul-zamin tujhe chah thi ek kitab ki Ahl-e-kitab ne magar kya tera haal kar diya. Milte hue dilon ke bich aur tha faisla

Main Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti

Main Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti

Poet: Parveen Shakir Main Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti Main Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti Mohabbat Main Bhi Karti Hoon Magar Charcha Nahi Karti۔ Jo Mujh Se Milne Aa Jaye Main Us Ki Dil Se Khadim Hoon Jo Uth Ke Jana Chahey Main Usey Roka Nahi Karti۔ Jise Main

Bichra Hai Jo Ek Bar To Milty Nahin Dekha

Bichra Hai Jo Ek Bar To Milty Nahin Dekha

Poet: Parveen Shakir Bichra Hai Jo Ek Bar To Milty Nahin Dekha BichhDa hai jo ek bar to milte nahin dekha Is zaKHm ko hum ne kabhi silte nahin dekha. Ek bar jise chaT gai dhup ki KHwahish Phir shaKH pe us phul ko khilte nahin dekha. Yak-laKHt gira hai to jaDen tak nikal aain

Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega

Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega - Parveen Shakir

Poet: Parveen Shakir Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega Maslaa to phool ka hai phool kidar jaae ga. Hum tou samjhe the ke ik zakhm hai bhar jaae ga Kya khabar the keh rag e jaan main utar jaae ga. Woh hawaon ki tarhan khana

Gae Musam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah

Gae Musam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah

Poet:  Parveen Shakir Gae Musam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah Gae musam mein jo khilte the gulabon ki tarah Dil pe utren ge wohi khwab azabon ki tarhan. Rakh ke dhair pe ab rat basar karni he Jal chuke hen meray khemay, meray khawabon ki tarha. Sa’at e deed ke aariz hen gulabi

Qadmon Mein Bhi Takan Thi Ghar Bhi Qarib Tha

Qadmon Mein Bhi Takan Thi

Poet: Parveen Shakir Qadmon Mein Bhi Takan Thi Ghar Bhi Qarib Tha Qadmon mein bhi takan thi ghar bhi qarib tha Par kya karen ki ab ke safar hi ajib tha. Nikle agar to chand dariche mein ruk bhi jae Is shahr-e-be-charagh mein kis ka nasib tha. Aandhi ne un ruton ko bhi be-kar kar

Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya

Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya

Poet: Parveen Shakir Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya Hum ne ni lautne ka irada nahin kiya Us ne bhi bhool jane ka vada nahin kiya. Dukh orrhte nahin jashn-e-tarab main hum, Malbus-e-dil ko tan ka libada nahin kiya. Jo gham mila hai bojh uthaya hai us ka khud, Sar zer-e-bar-e-saghar-o-bada nahin kiya.

Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata

Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata

Poet: Parveen Shakir Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata Teri Judai Mein Kais Tarah Sabar Aa Jata. Faseelen Toorr Na Daite Jo Ab K Ehl-E-Qafs. To Aur Tarah Ka Elaan-E-Jabar Aa Jata. Wo Fasla Tha Dua Aur Mastajabi Mein. K Dhoop Mangne Jate

Tooti Hai Meri Neend Magar Tum Ko Is Se Kya

Tooti Hai Meri Neend Magar

Poet: Parveen Shakir Tooti Hai Meri Neend Magar Tum Ko Is Se Kya Tooti hai meri neend magar tum ko is se kya Bajte rahen hawaaon se dar, tumko is se kya? Tum mauj mauj misl E sabaa ghoomte raho Kat jayen meri soch ke par, tumko is se kya? Auron ka haath thaamo, unhen

Dil Ka kiya Hai Wo To Chaahe Ga Musalsil Milna

Dil Ka kiya Hai Wo To Chaahe Ga Musalsil Milna

Dil Ka kiya Hai Wo To Chaahe Ga Musalsil Milna Poet: Parveen Shakir Dil ka kiya hai wo to chaahe ga musalsil milna Wo sitamgar bhi magar soche kisi pal milna. Wan nahin waqt to hum bhi hain adim-ul-fursat Us se kya miliye jo har roz kahe kal milna. Ishq ki rah ke musafir ka