Famous Deep Jaun Elia Sad Poetry in Urdu Ghazals, 2 Lines

Jaun Elia sad love poetry

Syed Hussain Jaun Asghar Naqvi is known as Jaun Elia. He was born on 14 Dec 1931. He had fluency in different languages like Urdu, Arabic, Persian, Sanskrit. He started write poetry at the age of 8 years but he published his first collection of poetry at the age of 60. He married with the

Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi – Jaun Elia

Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi

Poet: Jaun Elia Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi Chaandani Mein Tehal Rahi Hogi. Chaand Ney Taan Lee Hai Chadar E Abar Ab Woh Kapray Badal Rahi Hogi. Surkh Aur Sabaz Wadiyon Ki Taraf Woh Meray Saath Chal Rahi Hogi. Charhatay Charhatay Kisi Pahaari Per

Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya

Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya

Poet: Jaun Elia Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya Deed ki aik aan mein kaar-e-dwaam ho gaya Wo bhi tamaam ho gaya main bhi tamaam ho gaya. Ab main hun ek azaab mein aur ajab azaab mein, Jannat-e-pur-sukoot mein mujh se kalaam ho gaya. Aah wo aish-e-raaz-e-jaan haye wo aish-e-raaz-e-jaan, Haye wo aish-e-raaz-e-jaan

Us Ke Pahlu Se Lag Ke Chalte Hain – Jaun Elia

Us Ke Pahlu Se Lag Ke Chalte Hain

Poet: Jaun Elia Us Ke Pahlu Se Lag Ke Chalte Hain Us Ke Pehloo Se Lag Ke Chalte Hain Hum Kahin Taalney Se Talte Hain. Main Usi Tarah To Bahalta Hoon Aur Sab Jis Tarah Bahalte Hain. Woh Hai Jaan Ab Har Ek Mehfil Ki Hum Bhi Ab Ghar Se Kab Nikalte Hain. Kya Takkaluff

Sare Rishte Tabah Kar Aaya – Ghazal Jaun Elia

Sare Rishte Tabah Kar Aaya

Poet: Jaun Elia Sare Rishte Tabah Kar Aaya Translation in English and Marathi Sare Rishte Tabah Kar Aaya All the relationships have come down The heart came to his house Long-term blood sugar What effect have you got? I was in the news From all sides I came unaware Now here I am in my

Umer Guzre Gi Ab Imtihan Mein Kya – Jaun Elia

Umer Guzre Gi Ab Imtihan Mein Kya

Poet:  Jaun Elia Umer Guzre Gi Ab Imtihan Mein Kya Umer guzre gi ab imtihan mein kya, Daagh hi denge mujh ko daan mein kya. Meri har baat be asar hi rahi, Naqs hai kuch mere bayaan mein kya. Mujh ko to koi tokta bhi nahin, Yahi hota hai khandaan mein kya. Apni mehroomiyan chhupate

Kuch Kahun Kuch Sunno Zera Thehro – Jaun Elia

Kuch Kahun Kuch Sunno Zera Thehro

Poet: Jaun Elia Kuch Kahun Kuch Sunno Zera Thehro Kuch kahun kuch sunno zera thehro Abhi zindon mein hoon, zara thehro. Manzar-e-jashn-e-qatl-e-aam ko mein, Jhaank kar dekh loon, zara thehro. Mat nikalna k doob jaao gey, Khoon hai bas,khoon hi khoon, zara thehro. Soorat-e-haal apney baahar ki, Hai abhi tak zaboon, zara thehro. Haath sey

Ek Saya Mera Masiha Tha – Jaun Elia

Ek Saya Mera Masiha Tha

Poet: Jaun Elia Ek Saya Mera Masiha Tha Ek saya mera masiha tha, Kaun jaane wo kaun tha kya tha. Wo faqat sahn tak hi aati thi, Main bhi hujre se kam nikalta tha. Tujh ko bhula nahin wo shakhs ki jo, Teri banhon mein bhi akela tha. Jaan-lewa thin khwahishen warna, Wasl se intizar

Ek Zakhm Bhi Yaran-e-Bismil Nahin Aane Ka

Ek Zakhm Bhi

Poet: Jaun Elia Ek Zakhm Bhi Yaran-e-Bismil Nahin Aane Ka Ek zakhm bhi yaran-e-bismil nahin aane ka, Maqtal mein padre rahiye qatil nahin aane ka. Ab kuch karo yaro sahra se ki sunte hain, Sahra mein ab aainda mahmil nahin aane ka. Waa-az ko Kharabe mein ek dawat-e-haq di thi, Main jaan raha tha wo

Dil Ne Wafa Ke Nam Par Kar E Wafa Nahin Kiya

Dil Ne Wafa Ke Nam Par

Poet Jaun Elia Dil Ne Wafa Ke Nam Par Kar E Wafa Nahin Kiya Dil Ne Wafa Ke Nam Par Kar E Wafa Nahin Kiya, Khud Ko Halaak Kar Liya Khud Ko Fida Nahin Kiya. Khera Siran e Shok Ka Koi Nahi Hai Junba Dar, Sheher Mein Us Groh Ne Kis Ko Khafa Nahi Kia.