Ahmad Faraz Poetry in Urdu on Life Love 2 lines, Ghazals

Ahmad Faraz Love Poetry

Ahmed Faraz is one of the most popular poets of Pakistan. He worked on love, pain, life and revolutionary poetry. He was born on 12 January 1931 and died on 25 August 2008. He was jailed for government criticism and self-imposed exile. His poetry became very popular among the younger generation. Like one of his

Aisa Hai Kh Sab Khwab Musalsal Nahin Hote

2-Aisa Hai Kh Sab Khwab Musalsal Nahin Hote

Poet: Ahmad Faraz Aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote Aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote Jo aaj to hote hain magar kal nahin hote. Andar ki fazaon ke karishme bhi ajab hain Meinh TuT ke barse bhi to baadal nahin hote. Kuchh mushkilen aisi hain ki aasan nahin hotin Kuchh aise

Silsilay Tor Gaya Woh Sabhi Jatay Jata

Silsilay Tor Gaya - Ahmad farza

Poet: Ahmad Faraz Silsilay Tor Gaya Woh Sabhi Jatay Jatay TRANSLITERATION Silsilay Tor Gaya Woh Sabhi Jatay Jatay Warna itne tu marasm the kh aate jaate Shikwa zulmat se tu kahain behter tha Apne hise ki koi shama jalate jate Kitna aasan tha tere hijar mein merna jaana Phir bhi ik umer lagi jaan se

Kion Dhondta Phirta Hai Peene Ko Tou Sharab?

Kion Dhondta Phirta Hai

Poet: Ahmed Faraz Kion Dhondta Phirta Hai Kion Dhondta Phirta Hai Peene Ko Tou Sharab? Haram She He, Is Ki Koi Jagha Nahi. Haram He Wo She, Jo Madhosh Ker De Zehdi, Hum Tu Hoosh Se Behthe Hain Saqi Ki Mahfil Mein. Urdu Classincal Shayari Dil Ne Wafa Ke Nam Par

Mizaaj Ham Se Ziyaada Judaa Na Tha Us Ka

Mizaaj Ham Se Ziyaada Judaa Na Tha Us Ka part 2

Poet: Ahmad Faraz Mizaaj Ham Se Ziyaada Judaa Na Tha Us Ka Mizaaj ham se ziyaada judaa na tha us ka, Jab apne tor yehi thay to kya gila us ka. Woh apne gham mein tha bekhabar raha mujh se, Isey gumaan bhi nahi mein nahi raha us ka. Woh Barq-Ro tha mager reh gaya

Qurbat Bhi Nahin Dil Se Utar Bhi Nahin Jata

Qurbat Bhi Nahin Dil Se

Poet: Ahmad Faraz Qurbat Bhi Nahin Dil Se Utar Bhi Nahin Jata Qurbat bhi nahin dil se utar bhi nahin jata, Woh shakhss koi faisla kar bhi nahin jata, Ankhen hain ke khaali nahin rehti hain lahuu se, Aur zakham-e-judai hai ke bhar bhi nahin jata, Woh rahat-e-jaan hain magar is darbadri main, Aesa hai

Guftagu Achi Lagi Zoq-e-Nazar Acha Laga

Guftagu Achi Lagi

Poet: Ahmad Faraz Guftagu Achi Lagi Zoq-e-Nazar Acha Laga Guftagu achi lagi zoq e nazar acha laga Muddaton key baad koi hamsafar acha laga Dil ka dukh jana tou dil ka masla hai per hame Es ka hans dena hamarey haal per acha laga Har tarha ki be saro samaniyon ke bawajood Aaj wo aaya