Happy Birthday Poetry in Urdu 2 Lines | Top Birthday Shayari

Another year of life has passed. May the new year of your life brings joy and happiness. Here are beautiful collection of Birthday Poetry in Urdu, Birthday Wishes and SMS. Share and enjoy this birthday!

happy birthday urdu poetry

Happy birthday urdu poetry

Ye be khudi ye labon ki hansi mubarak ho
Tumhain ye salgirah ki khushi mubarak ho

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

birthday poetry for lover in urdu

Birthday poetry for lover in urdu

Haseen chehry ki tabindagi mubarak ho
Tujhay yeh salgirrah ki khushi mubarak ho

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

Birthday poetry in urdu

Birthday poetry in urdu

Tum salamat raho hazar baras
Her baras ke hon din pachas hazar

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

poetry about birthday in urdu

Poetry about birthday in urdu

Tumhar salgirha ke din ye dua ha hamari
Jitne hain chand tary, Utni ho umer tumhari

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

happy salgirah dua shayari

Happy birthday dua poetry

Khuda kery na dhale doop tere chehry ki
Tamam umar teri zindagi ki sham na ho

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

birthday poetry for me

Birthday poetry for me

Kuch khushian kuch aanson de ker taal gia
Jiwan ka ik aur sunehra saal gia

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

happy birthday wishes

Happy birthday wishes

Dua ha kh zindagi ki har kamyabi pay aapka naam ho
Apke har qadam par duniya ka salam ho

Himmat se mushkilo ka saamanaa karna
Taakay waqt bhi aapka ghulam ho

Saalgirah Mubarak

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

birthday poetry sms

Birthday poetry sms

Jay gi gulshan talak i us gul ki aamad ki khabar
Aay gi bulbul mere ghar mein mubarak bad deny

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

zindagi salgirah shayari urdu

Zindagi salgirah shayari urdu

Ik aur eent gir gayi diwar hayaat se
Nadaan keh rahay ha saal nu mubarak

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

birthday poetry in urdu 2 lines

Birthday poetry in urdu 2 lines

Mein takey per satary bo raha hon
Janam din ha akela ro raha hon

Aitbar Sajid

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

salgiraha mubarak poetry urdu

Salgiraha mubarak poetry urdu

Ek baras aur kaT gaya ‘shaariq’
Rose sanson ki jang laDte hue

Sab ko apne KHilaf karte hue
Yar ko bhulne se Darte hue

Aur sab se baDa kamal hai ye
Sansen lene se dil nahin bharta

Ab bhi marne ko ji nahin karta

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

sad birthday shayari

Sad birthday shayari

Maan ki dua na baap ki shafqat ka saya ha
Aaj apne saath apna janam din aaya ha

Anjum Saleemi

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

marriage salgirah mubarak

Friendship salgirah mubarak

Yehi woh din the jab ik dosry ko paya tha
Hamari salgirah thik ab ke mahn mein ha

Parveen Shakir

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

salgirah poetry in urdu

Salgirah poetry in urdu

Sajti rhy khushion ki mehfil
Her khush suhani rahy

Aap zindagi mein itna khush ho
Kh her khushi aap ki diwani rahy

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

تمام عمر تجھے زندگی کا پیار ملے
خدا کرئے کہ خوشی تم کو بار بار ملے

Tamam umer tujhy zindagi ka piyar mily
Khuda kery kh khushi tum ko bar bar mily

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

یہ تو اک رسم جہاں ہے جو ادا ہوتی ہے
ورنہ سورج کی کہاں سالگرہ ہوتی ہے

Ye tu ik rasam-e-jahan ha jo ada hoti ha
Warna suraj ki kahan salgirah hoti ha

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

یہ بے خُودی یہ لَبوں کی ہَنسی مُبارک ہَو
تمھیں یہ سالگرہ کی خُوشی مُبارک ہو

Ye be khudi ye labon ki hansi mubarak ho
Tumhain ye salgirah ki khushi mubarak ho

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

اٌٹھا کے ہاتھ خٌدا سے، بس مانگی ہے یہی دٌعا
نصیب ہوں خوشیاں تٌمھیں، تم خوش رہو سدا

Utha kay hath khuda say bass mangi hai yahi dua
Naseeb hon khushiyan tumhain tum khush raho sada

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

رفعتیں اور بلندیاں بھی تجھ پہ ناز کرے
تیری یہ عُمر خُدا اور بھی دراز کرے

Riffatain aur bulandian bhi tujh pay naz kary
Teri yeh umer khuda aur bhi daraz kary

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

تمہاری اس ادا کا کیا جواب دوں ؟
میں اپنے دوست کو کیا دعا دوں

کوئی اچھا سا پھول ہوتا تو مالی سے منگواتا
جو خود گلاب ہو اُسے کیا گلاب دوں

Tumhari is ada ka kia jawab dun?
Mein apne dost ko kiya dua dun
Koi acha sa phool hota to maali se mangvata
Jo khud ghulaab ho ussay kiya ghulaab dun

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

تمھاری سالگرہ پر یہ دُعا ہے میری
کہ ایسا مُبارک روز بار بار آئے

تُمھاری ہنستی ہوئی زندگی کی راہوں میں
ہزاروں پھول لُٹاتی ہوئی بہار بار بار آئے

Tumhari salgirah per ye dua ha meri
Kh aysa mubarak roz bar bar aay

Tumhari hansi hoi zindagi ki rahon mein
Hazaron phool lutati hoi bahar bar bar aay

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

ایک برس اور بیت گیا
کب تک خاک اڑانی ہے

Aik baras aur beet gia
Kab tak khak urani ha

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

گھرا ہوا ہوں جنم دن سے اس تعاقب میں
زمین آگے ہے اور آسماں مرے پیچھے

محمد اظہار الحق

Ghira hoa hon janam din se is taaqub mein
Zameen aagy ha aur aasman mery peechy

M.Izhar-ul-haq

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

یہ تو اک رسم جہاں ہے جو ادا ہوتی ہے
ورنہ سورج کی کہاں سالگرہ ہوتی ہے

Ye tu rasm-e-jahan ha jo ada hoti ha
Warna suraj ki kahan salgirah hoti ha

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

ہمارا زندہ رہنا اور مرنا ایک جیسا ہے
ہم اپنے یوم پیدائش کو بھی برسی سمجھتے ہیں

فرحت احساس

Hamara zinda rehna aur merna aik jesa ha
Ham apne youm-e-pedaish ko bhi barsi samjhty han

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

تم سلامت رہو قیامت تک
اور قیامت کبھی نہ آئے شادؔ

شاد عارفی

Tum salamat raho qiyamat tak
Aur qiyamat kahbi na aay shad

Shad Arifi

◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊–◊

Read More: Best Friendship Poetry