Top 50 Izhar-e-Mohabbat Poetry in Urdu 2 Lines | Pyar Ki Shayari

When you love someone you want to express but you don’t have the words. We have brought to you a beautiful poem which will express your love beautifully so that it will recognize your love and will be attracted to you. Let’s read and share this beautiful Izhar-e-Mohabbat Poetry in Urdu..

izhar e mohabbat poetry in urdu
Izhar e mohabbat poetry in urdu

میرے دل میں اُتر سکو تو شاہد یہ جان لو
کتنی خاموش محبت تم سے کرتا ہے کوئی

Mere Dil Mein Utar Sako Toh Shayad Yeh Jaan Lo
Kitni Khamosh Mohabbat Tum Se Karta Hai Koi

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

mohabbat shayari sms
Mohabbat shayari sms

عادت انکی اب کچھ اس طرح سے ہو گئی
اب اُن کی بے رخی سے بھی محبت ہو گئی

Aadat Unki Ab Kuch Iss Tarah Ho Gayi
Ab Unki Berukhi Se Bhi Mohabbat Ho Gayi

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

mohabbat ki shayari
Mohabbat ki shayari

کوئی تعلق پوچھے تو بتا دینا
دو جسموں میں ایک جان بستی ہے

Koi Taluq Pochay To Bata Daina
Do Jismon Main Aik Jaan Basti Hai..!!

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

pyar ki shayari
Pyar ki shayari

لے کر ہاتھوں میں ہاتھ عمر بھر کا سودہ کر لے
کچھ محبت تم کر لو کچھ محبت ہم کرلیں

Lay Kar Hathon Main Hath Umar Bhar Ka Soda Kar Lay
Kuch Muhabbat Tum Kar Lo Kuch Muhabbat Hum Kar Len

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

muhabbat poetry urdu
Muhabbat poetry urdu

ادا قاتل، نگاہ قاتل، زباں قاتل، بیاں قاتل
بتا قاتل، کہاں جاوں، جہاں جاوں، وہاں قاتل

Ada Qatil, Nigah Qatil, Zuban Qatil, Bayan Qatil
Bata Qatil, Kahan Jaon, Jahan Jaon, Wahan Qatil

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

mohabbat shayari
Mohabbat shayari

میں محبت کرتا ہوں تو ٹوٹ کے کرتا ہوں
یہ کام مجھے ضرورت کے مطابق نہیں آتا

Main Mohabbat Karta Hun Toh Toot Ke Karta Hun
Ye Kaam Mujhe Zarurat Ke Mutabik Nahi Aata

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

pyara mehboob poetry

ہٹا کر زلف چہرے سے نہ چھت پر رات کو جانا
سمجھ کر چاند کوئی عید کا دھوکا نہ کھا جائے

Hata Kar Zulf Chehray Se Na Chat Par Raat Ko Jana
Samajh Kar Chand Koi Eid Ka Dhoka Na Khaa Jaey..!!

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

pyar ki taman poetry

کبھی پوری نہیں ہوتی
محبت وہ ضرورت ہے

Kabhi Puri Nahi Hoti
Mohabbat Woh Zarurat Hai

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

pyar ki shayari urdu
Pyar ki shayari urdu

ضبطِ تہزیب ہے محبت کی
اور تم سمجھتے ہو بے زبان ہیں ہم

Zabt Tehzeeb Hai Mohabbat Ki
Aur Tum Samajhte Ho Be Zuban Hain Hum

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

muhabbat poetry in urdu
Muhabbat poetry in urdu

کیا اور بھی ذرائع ہوتے ہیں محبت کے
مجھے تو دُعاؤں کے آگے کچھ بھی نہیں آتا

Kya Aur Bhi Zaraaye Hote Hain Mohabbat Paane Ke
Mujhe Toh Dua’on Ke Aagey Kuch Bhi Nahi Aata

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

mohabbat poetry in urdu
Mohabbat poetry in urdu

جانے ایسی بھی کیا دل لگی کی تھی تم سے
میں نے آخری خواہش میں بھی تیری محبت مانگی

Jaanay Aaisi Bhe Kia Dil Lagi Ki Thi Tum Se
Main Ne Aakhri Khawahish Main Bhe Teri Mohabbat Mangi..!!

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

lovers poetry urdu

تمہارے پیروں کی خاک اُٹھا کر
سُرمہ لگاوں تو مانو گے محبت ہے؟

Tumhary Peron Ki Khaq Utha Kar
Surma Lagaon To Mano Gay Kay Muhabbat Hai?

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

izhar-e-mohabbat shayari
Izhar-e-mohabbat shayari

محبت کیا ہے ، دل کا درد سے معمور ہو جانا
متاع جاں کسی کو سونپ کر مجبور ہو جانا

Mohabbat Kya Hai , Dil Ka Dard Se Mahmoor Ho Jaana
Mata e Jaa’n Kisi Ko Sonp Kar Majboor Ho Jaana

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

irada shayari in urdu

اُس کو پانے کا کہاں سوچا تھا
اچھا لگتا تھا، سو محبت کرلی

Uss Ko Paane Ka Kahan Socha Tha
Acha Lagta Tha Soo Mohabbat Kar Lee

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

hawas shayari

محبت اور ہوس کی تمیز نہیں
اور شہر بھرا پڑھا ہے راہجھوں سے

Mohabbat Aur Hawas Ki Tameez Nahi
Aur Sheher Bhara Para Hai Ranjho Se

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

dosti pyar shayari

کیوں نہ دوں دوش دلِ ناداں کو
دوستی کا ارادہ تھا اور محبت ہو گئی

Kyun Na Dun Dosh Dil e Nadaan Ko
Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

deed poetry

جس کی صرف دید سے ہی دل کو سکون مل جائے
کتابِ عشق کی تفسیر میں اُسے محبت کہتے ہیں

Jiski Sirf Deed Say He Dil Ko Sakoon Mil Jaye
Kitab-E-Ishq Ki Tafseer Main Usy Muhabbat Kehty Hain

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

dil jan poetry

غلط سُنا تھا محبت آنکھوں سے ہوتی ہے
دِل تو وہ بھی لے جاتے ہیں جو پلکیں تک نہیں اُٹھاتے

Ghalat Suna Tha Muhabbat Ankho Say Hoti Hai
Dil To Wo Bhi Lay Jaty Hain Jo Palky Tak Nahi Uthaty

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

dard-e-mohabbat poetry
Dard-e-mohabbat poetry

محبت کا کتنا عجیب رشتہ ہے صاحب
دِل تکلیف میں ہے اور تکلیف دینے والا دِل میں

Muhabbat Ka Kitna Ajeeb Rishta Hai Sahib
Dil Takleef Main Hai Aur Takleef Deny Wala Dil Main

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

dard-dil-shayari

وہی محسوس کرتے ہیں سزا دردِ دل کی
جو اپنے سے زیادہ کسی سے پیار کرتے ہیں

Wohi Mehsus Karte Hain Saza Dard e Dil Ki
Jo Apne Se Zyada Kisi Se Pyar Karte Hain

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

جو ڈوب گئے محبت میں وہ ڈرتے نہیں طوفان سے
محبت تو خدا کی نعمت ہے پھر کیا ڈرنا انسان سے

Jo Doob Gaye Muhabbat Main Wo Darty Nahi Toofan Say
Muhabbat To Khuda Ki Nemat Hai Phir Kiya Darna Insan Say

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

مجھے کسی سے محبت نہیں سِوا تیرے
مجھے کسی کی ضرورت نہیں سِوا تیرے

Mughe Kisi Say Muhabbat Nahi Siwaye Tery
Mughe Kisi Ki Zarorat Nahi Siwaye Tery

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

انہوں نے گفتگو کیا کرلی ہم سے
ہائے دھڑکنوں نے تو اودھم مچا دیا

Unhon Ne Guftago Kia Karli Ham Se
Hayee Dharkanon Ne To Udham Macha Dia..!!

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

کچھ لوگ نصیب کے سیاہ ہوتے ہیں
اُنہیں تعلق تو ملتا ہے مگر محبت نہیں

Kuch Log Naseeb Kay Siyah Hoty Hain
Unhen Taluq To Milta Hai Magar Muhabbat Nahi

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

اُسے کسی سے محبت تھی، اور وہ میں نہیں تھا
یہ بات مجھ سے زیادہ اُسے رُلاتی ہے

Usy Kisi Say Muhabbat The, Aur Wo Main Nahi Tha
Ye Bat Mugh Say Ziada Usy Rulati Hai

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

نہ پوچھ رات بھر جاگنے کی وضاحت اے دلِ نادان
محبت میں کچھ سوالوں کے جواب نہیں ہوتے

Na Poch Rat Bhar Jagny Ki Vizahat Aye Dil-E-Nadan
Muhabbat Main Kuch Sawalon Kay Jawab Nahi Hoty

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

اور بھی دکھ ہیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سوا

Aur Bhi Dukh Hain Zamane Mai Mohabbat Ke Siwa
Rahaten Aur Bhi Hain Wasl Ki Rahat Ke Siwa

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

سلگتی تلخ باتوں سے، بڑے بے درد ہاتھوں سے
لو دیکھو ہار دی تم نے، محبت مار دی تم نے

Sulagti Talakh Baaton Se, Bare Be Dard Hathon Se
Lo Dekho Haar Dee Tumne, Mohabbat Maar Dee Tumne

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

محبت کرنے والے بہت بڑے ناداں ہوتے ہیں
حاصل کچھ نہیں ہوتا مگر بدنام ہوتے ہیں

Mohabbat Karne Wale Bohat Bare Nadan Hote Hain
Haasil Kuch Nahi Hota Magar Badnaam Hote Hain

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

محبت میں وفا ڈھونڈتے ہو
گویا پتھر میں وفا ڈھونڈتے ہو

Mohabbat Mein Wafa Dhundte Ho
Goya Pathar Mein Khuda Dhundte Ho

◊♥——–◊♥◊——–♥◊

Read More: Romantic Poetry Urdu

1 thought on “Top 50 Izhar-e-Mohabbat Poetry in Urdu 2 Lines | Pyar Ki Shayari”

Comments are closed.