Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya

Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya

Poet: Parveen Shakir Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya Hum ne ni lautne ka irada nahin kiya Us ne bhi bhool jane ka vada nahin kiya. Dukh orrhte nahin jashn-e-tarab main hum, Malbus-e-dil ko tan ka libada nahin kiya. Jo gham mila hai bojh uthaya hai us ka khud, Sar zer-e-bar-e-saghar-o-bada nahin kiya.