Top Munafiq Poetry in Urdu Status | Munafiq Dost Shayari

Hypocrisy means being outwardly very nice to a person but inwardly harboring a grudge against him and trying to harm him. It is said that enemies are better than hypocrites, at least they know that they are our enemies and the person is careful of them, while a hypocrite keeps doing harm from within. When the heart gets hurt by people, then the munafiq poetry is shared on such people or on social media to vent their anger. Let’s read and share munafiq shayari in urdu.

Munafiq dost shayari

Munafiq dost shayari

منافقت کا نیا ہے یہ دل فریب انداز
مجھے ملا میرا دشمن بھی آشنا کی طرح

Munafqat ka nya hai ye dil faraib andaz…
Mujhey mera dushman bi aashna ki trah

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

ادب کیجئے ہماری ہنسی کا
آپ کی منافقت کو چھپائے پھرتے ہیں

Adab Kijiye Hamari Hansi Ka
Ap Ki Munafqat Ko Chupaye Phirty Hain

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

munafiq poetry 2 lines

munafiq poetry 2 lines

تیری رسوائی کے ڈر سے لبوں کو سی لیا ہے ورنہ
تیرے شہر منافق کی میں بنیادیں ہلا دوں

Teri ruswai k dar sy labon ko si lia hai warna
Terey shehr munafiq ki ma bunyadein hila dun

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

ہم نے سیکھی نہیں منافقت
جو زبان پر وہی دل میں

Hum Nay Sekhi Nahi Munafqat
Jo Zuban Par Wohi Dil Main

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Munafiq shayari images

Munafiq shayari images

یہ شہر طلسمات ہے ، کچھ کہ نہیں سکتے
پہلو میں کھڑا شخص ، فرشتہ ہے کہ ابلیس

Ye shehr talsimat, kuch keh ni sakty
Pehlo ma khrha shakhs faishta hai k iblees

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

ہر اک طبیعت کے موافق نہیں ہوں میں
کڑوا ضرور ہوں مگر منافق نہیں ہوں میں

Har aik tabiyatk muwafiq nahi hun ma…
Karhwa zaroor hun magr munafiq nahi hun main

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Munafiq poetry status

Munafiq poetry status

منافقت کا نصاب پڑھ کر محبتوں کی کتاب لکھنا
کتنا کٹھن ہے خزاں کے ماتھے پہ داستانِ گلاب لکھنا

Munafqat Ka Nasab Parh Kar Muhabbaton Ki Kitab Likhna
Kitna Kathin Hai Khizan Kay Mathy Pay Dastan-E-Ghulab Likhna

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

سب کے مطابق ہو جاؤں؟
مطلب میں بھی منافق ہوجاؤں؟

Sb k mutabiq hu jaon?
Matlb m bhi munafiq hu jaon?

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Woh shakas kisi ka nahi ho sakta

وہ شخص کسی کا نہیں ہو سکتا
میں نے اپنا بنا کے دیکھا ہے

Wo Ghulab Kisi Ka Nahi Ho Sakta
Main Nay Apna Bana Kay Dekha Hai

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں
دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون

Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain
Dekhna Hai Khinchta Hai Mujh Per Phely Teer Kon

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Munafiq log shayari

Munafiq log shayari

دلوں میں نفرت کرتے ہیں چہرے سے پیار کرتے ہیں
منافق ایسے لوگ ہیں تلواروں سے وار کرتے ہیں

Dilon Main Nafrat Karty Hain Chehry Say Piyar Karty Hain
Munafiq Esy Log Hain Talwaron Say War Karty Hain

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

زندگی سے بڑھ کر اپنے اصول عزیز رکھتا ہوں
میری تربیت میں نہیں شامل کسی منافق کا احترام کرنا

Zindgi sy barh kar apney asool azeez rakhta hun..
Meri tarbiat ma ni shamil kisi munafiq ka ehtram karna

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

munafiq poetry sms

munafiq poetry sms

منافقت کے دریچوں سے روشنی لے کر
فریب دیتے ہیں اکثر رفاقتوں کے چراغ

Munafqat Kay Darichon Say Roshni Lay Kar
Fraib Dety Hain Aksar Rafaqaton Kay Chiragh

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

اگر میں بد دماغ ہوں تو مجھ سے مت ملا کرو
منافقوں سے یوں بھی میری آج تک بنی نہیں

Agar Main Bad Dimag Hon To Mugh Say Mat Mila Karo
Munafiqon Say Youn Bhi Meri Aaj Tak Bani Nahi

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Munafiq rishtedar poetry

Munafiq rishtedar poetry

رشتوں میں اداكاریاں اور دل میں منافقت
ناجانے لوگ خدا کو کیسے ںاراض رکھ لیتے ہیں

Rishton ma ada kariyan aur dil ma munafqat..
Na janey log khuda ko kasey naraz rakh lety hain

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

میرے ارد گر بہت ہیں
اچھی باتیں کرنے والے منافق لوگ

Mery Irdgird Bohat Hain
Achi Baten Karny Waly Munafiq Log

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

حسد کرو گے تو کچھ نہیں پاو گے
شکر کرو گے تو گن نہیں پاو گے

Hasad Karo Gay To Kuch Nahi Pao Gay
Shukar Karo Gay To Gin Nahi Pao Gay

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

ہائے مرشد وہ چاند سے
چہرے ہی منافق نکلے

Haye Murshid Wo Chand Say
Chehry He Munafiq Nikly

♥≡♥≡♥≡♥≡♥

Read More: Bharosa Poetry in Urdu