Poet: Mirza Ghalib
Aaina Dekh Apna Sa Munh Le Ke Reh Gay
Aaina dekh apna sa munh le ke reh gay
Sahib ko dil na deny pe kitna groor tha
Kasid ko apny hath se gardan na mary
Us ki khita nhi he ye mera kasoor tha
Part 2
Zaaf jno ko waqat tapish der bhi door tha
Ik ghar men mukhtisar biyaban zroor tha
Ay way ghaflat nigah shoq warna yan
her para sangat lakht dil kohe tor tha
Part 3
Dars tapish he barq ko ab jis ke naam se
Wo dil he ye keh jis ka takhlis saboor tha
Her rang men jala asad fitna intazar
Perwana e tajali shama zhor tha
Part 4
Shahid keh mer gia tery rukhsar dekh ker
Pemana raat mah ka labrez noor tha
Janat he teri teegh ke kashton ke muntazir
Johar swad jalwa e muzgan tha.
Comments are closed.