Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya
Poet: Jaun Elia Deed Ki Aik Aan Mein Kaar-e-Dwaam Ho Gaya Deed ki aik aan mein kaar-e-dwaam ho gaya Wo bhi tamaam ho gaya main bhi tamaam ho gaya. Ab main hun ek azaab mein aur ajab azaab mein, Jannat-e-pur-sukoot mein mujh se kalaam ho gaya. Aah wo aish-e-raaz-e-jaan haye wo aish-e-raaz-e-jaan, Haye wo aish-e-raaz-e-jaan