Ek Saya Mera Masiha Tha – Jaun Elia

Ek Saya Mera Masiha Tha

Poet: Jaun Elia Ek Saya Mera Masiha Tha Ek saya mera masiha tha, Kaun jaane wo kaun tha kya tha. Wo faqat sahn tak hi aati thi, Main bhi hujre se kam nikalta tha. Tujh ko bhula nahin wo shakhs ki jo, Teri banhon mein bhi akela tha. Jaan-lewa thin khwahishen warna, Wasl se intizar