Nafrat Bhari Shayari for Gf, Bf in Urdu | Hate Love Poetry

If you are looking for nafrat shayari then you will find it here. Hate is a word that makes you feel scared when you hear it. You should try not to hate human beings. It is better to ignore small things. Sometimes you unknowingly hate someone, maybe when you love and he/she want someone else in return or you hate him/her for some other reason. To express your hatred, hate poetry is also shared and one’s heart is inflamed. Let’s read and share this nafrat bhari shayari in urdu.

Nafrat shayari for boyfriend

Nafrat shayari for boyfriend

کچھ نفرت کی نظر ہوا میرا یہ وجود
باقی جو بچ گیا تھا محبت میں مر گیا

Kuchh nafrat ki nazar hawa mera yeh wujud
Baaqi jau bach giya tha mohabbat mein mar giya

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مت پوچھ کے میرا کاروبار کیا ہے
محبت کی دوکان ہے نفرت کے بازار میں

Mat pooch ke mera kaarobar kya hai
Mohabbat ki dokaan hai nafrat ke bazaar mein

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ہم کو نہیں قبول کسی طور بھی رقیب
نفرت بھی کیجئے تو فقط ہم سے کیجئے

Hum ko nahi qubool kisi tor bhi raqeeb
Nafrat bhi kijiyej to faqat hum se kijiyej

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Nafrat bhari shayari

Nafrat bhari shayari

نفرتوں کے اس شہر میں محبت کو نہ کر تلاش
جس کو بھی اپنا مانا وہی دل دکھا کے چل دیا

Nafratoon ke is shehar mein mohabbat ko nah kar talaash
Jis ko bhi apna mana wohi dil dukha ke chal diya

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

قطرہ قطرہ نچوڑ کر جس نے پیا ہو زمانے کا زہر
وہ بھلا کہاں ڈرے گا تیری نفرتوں کے عذاب سے

Qatra qatra nichor kar jis ne piya ho zamane ka zeher
Woh bhala kahan daray ga teri nafratoon ke azaab se

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ہماری ادا پہ تو نفرت کرنے والے بھی فدا ہیں
سوچ محبت کرنے والوں کا کیا حال ہو گا

Hamari ada pay to nafrat karne walay bhi fida hain
Soch mohabbat karne walon ka kya haal ho ga

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Hate poetry in urdu

Hate poetry in urdu

محبت تو بہت دور کی بات
تم تو ہماری نفرت کو بھی ترسو گے

Mohabbat to bohat daur ki baat
Tum to hamari nafrat ko bhi trso ge

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

اس کی نفرت کا بھی حساب نہیں
جو محبت کسی سے بے پناہ کرتا ہو

Is ki nafrat ka bhi hisaab nahi
Jo mohabbat kisi se be panah karta ho

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

محبت کر سکتا ہوں تو نفرت بھی کر سکتا ہوں
اگر اٹھا سکتا ہوں تو گرا بھی سکتا ہوں

Mohabbat kar sakta hon to nafrat bhi kar sakta hon
Agar utha sakta hon to gira bhi sakta hon

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Nafrat shayari sms

Nafrat shayari sms

زیادہ ہی نفرت کرنے لگا ہے یہ زمانہ ہم سے
ان سے کہہ دو کہ حسن نہ سہی دل تو ہم بھی رکھتے ھیں

Ziyada hi nafrat karne laga hai yeh zamana hum se
Un se keh do ke husn na sahi dil to hum bhi rakhtay hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مجھے اتنی ساری محبتیں ملی ہوئی ہیں
ان دو چار نفرتوں سے میرا کچھ نہیں جاتا

Mujhe itni saari muhabbaten mili hui hain
Un do chaar nafratoon se mera kuch nahi jata

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

میرے تباہ ہونے کی مراد رکھتا ہے کوئی
چلو اسی بہانے ہمیں یاد رکھتا ہے کوئی

Mere tabah honay ki morad rakhta hai koi
Chalo isi bahanay hamein yaad rakhta hai koi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Nafrat shayari urdu

Nafrat shayari urdu

مجھے مارا گیا ہے نفرت سے
مجھ پر الزام تھا محبت کا

Mujhe mara gaya hai nafrat se
Mujh par ilzaam tha mohabbat ka

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

بس نفرت ہی کرتے ہو نا
اور تم میرا کر بھی کیا سکتے ہو

Bas nafrat hi karte ho na
Aur tum mera kar bhi kya satke ho

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

بھول گئے ہو یا نفرت کرنے لگے ہو ہم سے کوئی
بے وجہ ہم کو چھوڑ دے اتنے برے تو نہیں تھے ہم

Bhool gaye ho ya nafrat karne lagey ho hum se koi
Be wajah hum ko chore day itnay buray to nahi thay hum

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Mohabbat se nafrat poetry

Mohabbat se nafrat poetry

سب سے پہلی میری چاہت تھی تم
سب سے پہلی میری نفرت بن گئ تم

Sab se pehli meri chahat thi tum
Sab se pehli meri nafrat ban gai tum

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ہم تو آداب محبت کے پابند ہیں جناب
ہم کو آتا نہیں انسان سے نفرت کرنا

Hum to aadaab mohabbat ke paband hain janab
Hum ko aata nahi insaan se nafrat karna

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

آداب محبت کے تقاضوں کی بدولت
ہم قابل نفرت سے بھی نفرت نہیں کرتے

Aadaab mohabbat ke taqazoon ki badolat
Hum qabil nafrat se bhi nafrat nahi karte

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Shed-e-muhabat

تو نفرت بھی نہ نبھا پائے گا اتنی مجھ سے
جتنی شدت سے تیرا پیار نبھایا میں نے

To nafrat bhi nah paa ey aaa itni mujh sey
Jitni shiddat sey tera piyar nibhaya mein na

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

کیا غضب کے الفاظ کہے اس نے جدائی کے وقت
ہم تم سے نفرت بھی نہیں کرتے پیار تو دور کی بات ہے

Kya ghazab key alfaaz Kahay is nae Judai key waqt
Ham tum sey nafrat bhi nahiin Kartay pyaar to duur ki baat hae

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

فاصلے گھٹا دیتے ہیں دلوں میں نفرتوں کو
وہ جو دور ہوئے تو کچھ محبت سی ہونے لگی

Faslay Ghata Detay haen Dilon meyn nafraton ko
Woh jau duur Hoye to kuchh mohabbat Si Honay laggi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Nafrat shayari for girlfriend

Nafrat shayari for girlfriend

‏لوگ پوچهیں اگر میری کہانی تم سے
بس یہ کہنا کہ نفرت کے لائق بھی نا تھا

Log agar pochay meri kahani tum se
Bas yeh kehna ke nafrat ke Laiq bhi na tha

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

کبھی نفرتوں سے ملا سکون
کبھی محبتوں نے رلا دیا

Kabhi nafraton se mila sukun
Kabhi muhabton na rula diya

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

وہ دور بھی آیا زندگی میں جب مجھے
اپنی ہی پسند سے نفرت ہوگئی

Woh duur bhi aaya zindagi meyn jab mujhey
Apni Hee pasand sey nafrat Hogaie

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Khud se nafrat poetry

Khud se nafrat poetry

کون نفرت سکھا گیا اتنی
‏پھول کے ہاتھ میں بھی پتھر ہے

Kon nafrat sikha gaya itni
Phool ke haath mein bhi pathar hai

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

خدا سلامت رکھے انہیں جو مجھ سے نفرت کرتے ہیں
پیار نہ سہی کچھ تو ہے جو صرف مجھ سے ہی کرتے ہیں

Khuda salamat rakhay inhen jo mujh se nafrat karte hain
Pyar nah sahi kuch to hai jo sirf mujh se hi karte hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

محبت کی طرح نفرت کا بھی سال میں ایک ہی دن طے کر دو
کوئی یہ روز روز کی نفرتیں اچّھی نہیں لگتی

Mohabbat ki terhan nafrat ka bhi saal mein aik hi din tay kar do
Koi yeh roz roz ki nafraten Achi nahi lagti

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

muhabat saboot poetry

نفرتوں کا کوئی گواہ نہیں
محبت کے لوگ ثبوت مانگتے ہیں

Nafratoon ka koi gawah nahi
Mohabbat ke log saboot mangte hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ہم تو اس دنیا میں بھٹکتے ہوئے محبت کے فقیر ہیں
کوئی اگر نفرت بھی دیتا ہے تو اسے خیرات سمجھ کر قبول کر لیتے ہیں

Ham to is dunya meyn Bhataktay Hoye mohabbat key faqiir haen
Koi agar nafrat bhi Deta hae to usey khaeraat samajh Kar qubuul Kar Letay haen

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

اس کو میری نفرت کا اندازہ نہیں شاید
اس شخص نے دیکھا ہے میرا پیار مسلسل

Is ko meyri nafrat ka andaazah nahiin shaayed
Is shakhs nae Dekha hae meyra pyaar musalsal

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Mehrbani shayari

آپ نفرت سے دیکھ لیتے ہیں
آپ کی یہ بھی مہربانی ہے

Aap nafrat sey dekh letay hain
Aap ki yeh bhi mehrbaani hai

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

دو چار دن کی دوستی ہم کو نہیں قبول
‏نفرت کرو یا پیار کرو حشر تک کرو

Do chaar din ki dosti hum ko nahi qubool
Nafrat karo ya pyar karo hashar tak karo

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ایسا خاموشی کا عالم هوگا ہمارے جانے کے بعد ہو کر
اداس پرندے بهی تیرا شہر چھوڑ جائیں گے‎

Aisa khaamoshi ka aalim Hamaary Janay key baad Ho Kar
Udaas Parednay teyra shaher Choor Jaein

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Kamaal muhabat

کتنی کمال کی نفرت تھی اسے میری محبت سے
اس نے اپنا ہاتھ جلا ڈالا مجھے اپنی لکیروں میں دیکھ کر

Kitni kamaal ki nafrat thi usay meri mohabbat se
Is ne apna haath jala dala mujhe apni lakiron mein dekh kar

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

بس اک نفرت ہی کرتے ہو نہ تم
اور میرا کر بھی کیا سکتے ہو

Bas ik nafrat hi karte ho nah tum
Aur mera kar bhi kya satke ho

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت کرنے والے بھی ہونے چاہیے زندگی میں
اب ہر کوئ پیار کرے گا تو نظر لگ جاۓ گی

Nafrat karne wala bhi hona chahiye zindagi mein
Ab har koi pyar kare ga to nazar lag jay gi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ارے ہم تو چاہتے ہیں لوگ ہم سے نفرت کریں
محبت بھی کون سا لوگ سچی کرتے ہیں

Arrey hum to chahtay hain log hum se nafrat karen
Mohabbat bhi kon sa log sachhi karte hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت بتا رہی ہے
محبت غضب کی تهی

Nafrat bta rahi hai
Mohabbat gazabb ki thi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

پیار کرتا ہوں اس لیے فکر کرتا ہوں
جب نفرت کرو گا تو ذکر بھی نہیں کروں گا

Pyar karta hon is liye fikar karta hon
Jab nafrat karo ga to zikar bhi nahi karoon ga

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

فقیروں والی حالت دیکھ کر ہم سے نفرت مت کرو
جب ہم سنورتے ہیں تو دنیا ترستی ہے دیدار کو

Faqeero wali haalat dekh kar hum se nafrat mat karo
Jab hum sanwartay hain to duniya tarasti hai deedar ko

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

بس محبت سے فرصت نا ملی ہمیں ورنہ
کرکے دکھاتے کہ نفرت کسے کرتے ہیں

Bas mohabbat se fursat na mili hamein warna
Kar kay dikhata ke nafrat kisay karte hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مانا کے ہم تیری محبت کے قابل نہیں اتنے
نفرت بھی نہ کر کہ ہم جی نہ سکے

Mana ke hum teri mohabbat ke qabil nahi itny
Nafrat bhi nah kar ke hum jee nah sakay

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرتوں کے اس شہر میں محبت کو نہ کر تلاش
جس کو بھی اپنا مانا وہی دل دکھا کے چل دیا

Nafratoon ke is shehar mein mohabbat ko nah kar talaash
Jis ko bhi apna mana wohi dil dikha ke chal diya

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

اتنی بھی نفرت نہ کیا کرو اتنا بھی برا نہیں ہوں
غریب ہوں پر بے وفا نہیں ہوں

Itni bhi nafrat nah kya karo itna bhi bura nahi hon
Ghareeb hon par be wafa nahi hon

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت بھی کیوں کریں ان سے
اتنا بھی واسطہ کیوں رکھنا

Nafrat bhi kyun karen un se
Itna bhi vaastaa kyun rakhna

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

مجھ سے نفرت کرتے ہو تو ذرا اپنے ارادے مضبوط رکھنا
تھوڑی سی بھی بھول ہو گئی تو پھر سے محبت ہو جاے گی

Mujh se nafrat karte ho to zara –apne iraday mazboot rakhna
Thori si bhi bhool ho gayi to phir se mohabbat ho jaye gi

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

ٹوٹ جائے گا تیری نفرت کا محل اس وقت جب ملے گی
خبر تجھ کو کہ ہم نے یہ جہاں چھوڑ دیا

Toot jaye ga teri nafrat ka mehal is waqt jab miley gi
Khabar tujh ko ke hum ne yeh jahan chore diya

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

گزرے ہیں ہم محبت میں اس مقام سے کے
نفرت سی ہو گئی ہے محبت کے نام سے

Guzray hain hum mohabbat mein is maqam se ke
Nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت کرتے ہو نہ مجھ سے تو اس قدر کرنا کہ میں
دنیا سے جاؤں اور تیری زبان پر لفظ شکر ہوں

Nafrat karte ho nah mujh se to is qader karna ke mein
Duniya se jaoon aur teri zabaan par lafz shukar hon

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

دکھا وے کی محبت سے بہتر ہے نفرت ہی کرو
تم ہم سے ہم سچے جذبوں کی بڑی قدر کیا کرتے ہیں۔

Dikha way ki mohabbat se behtar hai nafrat hi karo
Tum hum se hum sachey jazbun ki barri qader kya karte hain

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

صرف احساس بدل جاتے ہیں دنیا میں ورنہ
محبت اور نفرت ایک ہی دل سے ہوتی ہے

Sarf ehsaas badal Jatay haen dunya meyn warnah
Mohabbat aur nafrat eyk Hee dil sey Hoti hae

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت کرو گے تو بھی تیرے پاس آؤں گا میں دیکھ
اب مجھے تیرے بغیر رہتے کی عادت نہیں ہے

Nafrat Karo Gay to bhi Teray paas Gaa meyn Dekh
Ab mujhey Teray baghaer Rehtey ki aadat nahiin hae

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

نفرت ہے تو کہہ دیتے ہم سے
غٰیروں سے مل کر دل کیوں جلاتے ہو

Nafrat hae to keh Detay ham sey
Gheron se mil aar dil kiyon jalatay Ho

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

میں خوش ہوں کہ تیری نفرتوں کا اکیلا وارث ہوں
ورنہ محبت تو تجھے بہت سے لوگوں سے ہے

Mein khush huun keh Teri ka akeyla waaris huun
Warnah mohabbat to tujhey bahot sey logon sey hae

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

غیر سے نفرت جو پالی خرچ خود پر ہو گی
جتنے ہم تھے ہم نے خود کو اس سے آدھا کر لیا

Ghaer sey nafrat jau paali kharch khod par ho gai
Jitnay ham ham they ham nae khod ko is sey aadha kar liya

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

حق سے دی تو تیری نفرت بھی سر آنکھوں پر خیرات
ورنہ تو تیری محبت بھی مجھے منظور نہیں

Haq sey Di to Teri nafrat bhi sar Aankhon par khairaat
Warna to Teri mohabbat bhi mujhey manzuur nahiin

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

دل تو کرتا ہے چھوڑ جاوں یہ دنیا ہمیشہ کے لیے
پھر خیال آتا ہے وہ نفرت کس سے کرے گا میرے جانے کے بعد

Dil to kurta hae choor yeh dunya hameyshah key liye
Phir khayal aata hae woh nafrat kis sey kary ga meyrey janay k bad

♥⇔♥⇔♥⇔♥⇔♥

Read More: Tuta Dil Shayari