Bicher Ke Mujh Se Ye Mashghala Ikhtiyar Kerna

Bicher ke mujh se ye mashghala ikhtiyar kerna

Poet: Mohsin Naqvi

Bicher Ke Mujh Se

TRITRANSLATIONS

Bicher ke mujh se ye mashghala ikhtiyar kerna
Hawa se Darna bujhe charaghon se pyar karna.

Khuli zaminon mein jab bhi sarson ke phul mahken
Tum aisi rut mein sada mera intizar karna.

Jo log chahen to phir tumhein yaad bhi na aaen
Kabhi kabhi tum mujhe bhi un mein shumar karna .

Kisi ko ilzam-e-bewafai kabhi na dena
Meri tarah apne aap ko sogwar karna.

Translation in English

Take me a bunch of bulls
Love the lamps instead of fearing the air

Whenever the mustard flowers arise in the open land
You have to wait forever in such a blood

People who do not want to remember you do not even remember
Sometimes you too count me in them

Never give offense to anyone
To kiss yourself like a marijuana

2-Bichha ke mujh se ye mashghala ikhtiyar karna

TRITRANSLATIONS

Tamam wade kahan talak yaad rakh sako ge
Jo bhul jaen wo ahd bhi ustuwar karna.

Ye kis ki aankhon ne baadalon ko sikha diya hai
Ki sina-e-sang se rawan aabshaar karna.

Main zindagi se na khul saka is liye bhi “Mohsin”
Ki bahte pani pe kab talak e’tibar karna.

Translation in English

Where can all the promises be remembered?
Forgetting the covenant also forgets

Whose eyes have taught the clouds
The water flow from the breasts

I could not even open my life
When to sleep in water flow.