Deedar-e-Yaar Shayari Urdu | Aap Ka Deedar Poetry

Sometimes it happens that a person misses a sight of the one he/she loves and the same is seen in dreams and thoughts. He wants to be seen somehow. In these situations he/she tries to finds words that he can sing. Beautiful Deedar Poetry has been collected which you can read and share.

Deedar-e-Yaar-Shayari

Deedar-e-Yaar-Shayari

سپردِخاک کر ڈالا تیری آنکھوں کی مستی نے
ہزاروں سال جی لیتے اگر تیرا دیدار نہ ہوتا

Sapurd e Khak Kar Daala Teri Aankhon Ki Masti Ne,
Hazaron Saal Jee Lete Agar Tera Deedar Na Hota

♥—♥—♥—♥—♥

دل کو نیاز حسرت دیدار کر چکے
دیکھا تو ہم میں طاقت دیدار بھی نہیں

Dil Ko Niyaz-e-Hasrat-e-Deedar Kar Chuke
Dekha To Hum Mai Taqat-e-Deedar Bhi Nahi

♥—♥—♥—♥—♥

بس کہ ہوں غالبؔ اسیری میں بھی آتش زیر پا
موئے آتش دیدہ ہے حلقہ مری زنجیر کا

Bas Kh Hun ‘Ghalib’ Asiri Mai Bhi Atish Zer-e-Pa
Mu-e-Atish Deeda Hai Halqa Meri Zanjeer Ka

♥—♥—♥—♥—♥

Deedar-e-Husn-Shayari

Deedar-e-Husn-Shayari

بند آنکھوں کا محجزہ دیکھو
ان کا دیدار کر لیا میں نے

Band Aankhon Ka Mojza Dekho,
Unka Deedar Karlia Maine

♥—♥—♥—♥—♥

کاسۂ چشم لے کے جوں نرگس
ہم نے دیدار کی گدائی کی

Kasa-e-Chashm Le K Jaun Nargis
Hum Ne Deedar Ki Gadai Ki

♥—♥—♥—♥—♥

آدم خاکی سے عالم کو جلا ہے ورنہ
آئینہ تھا یہ ولے قابل دیدار نہ تھا

Adam-e-Khaki Se Aalam Ko Jila Hai Warna
Aaina Tha To Magar Qabil-e-Deedar Na Tha

♥—♥—♥—♥—♥

Aap Ka Deedar Shayari

Aap Ka Deedar Shayari

میری آنکھیں اور دیدار آپ کا
یا قیامت آ گئی یا خواب ہے

Meri Ankhain Aur Deedar Aap Ka
Ya Qiyamat Aa Gai Ya Khawab Hai

♥—♥—♥—♥—♥

حسرت دیدار بھی کیا چیز ہے صاحب
وہ سامنے ہوں تو مسلسل دیکھا بھی نہیں جاتا

Hasrat-e-Dedar Bhi Kia Cheez Hai Sahib
Woh Samney Hon Tu Musalsal Dekha Bhi Nahi Jaata

♥—♥—♥—♥—♥

کچھ نظر آتا نہیں اُس کے تصور کے سوا
حسرتِ دیدار نے آنکھوں کو اندھا کر دیا

Kuch Nazar Aata Nahi Us Ke Tasawur Ke Siwa
Hasrate-e-Dedar Ne Aankhon Ko Andha Ker Dia

♥—♥—♥—♥—♥

Jo Muyasar ho teri deed khawabon mein

جو میسر ہو تیری دید روز خوابوں میں
با خدا نیند کو میں اپنا سہارا کرلوں

Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawabon Mein,
Ba Khuda Neend Ko Main Apna Sahara Kar Lu

♥—♥—♥—♥—♥

آج بهی شہر میں پاگل دل کو
تیری دید کی آس رہی آج بهی شام اداس رہی

Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko,
Teri Deed Ki Aas Rahi Aaj Bhi Shaam Udas Rahi

♥—♥—♥—♥—♥

جلوے کا تیرے وہ عالم ہے کہ گر کیجے خیال
دیدۂ دل کو زیارت گاہ حیرانی کرے

Jalve Ka Tere Wo Aalam Hai K Gar Kiije Khayal
Dida-e-Dil Ko Ziyarat-Gah-e-Hairani Kare

♥—♥—♥—♥—♥

دیدار کی طلب ہو تو نظر کو جمائے رکھنا
گھونگھٹ، پردہ، نقاب، جو بھی ہو سرکتا ضرور ہے

Deedar Ki Talab Ho Tu Nazar Ko Jamay Rakhna
Ghunghat, Perda, Niqab Jo Bhi Ho Sirkta Zaroor Hai

♥—♥—♥—♥—♥

کیسی عجیب شرط ہے دیدار کے لیے
آنکھیں جو بند ہوں تو وہ جلوہ دیکھائی دے

Kesi Ajeeb Shart Hai Deedar Ke Ley
Aankhain Jo Band Hon Tu Woh Jalwa Dekhai De

♥—♥—♥—♥—♥

Read More: Ishaq Poetry in Urdu

No Responses