Main Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti Poet: Parveen Shakir Main Apni Dosti Ko Shehar Mein Ruswa Nahi Karti Mohabbat Main Bhi Karti Hoon Magar Charcha Nahi Karti۔ Jo Mujh Se Milne Aa Jaye Main Us Ki Dil Se Khadim Hoon Jo Uth Ke Jana Chahey Main Usey …
Read More »Bichra Hai Jo Ek Bar To Milty Nahin Dekha – Parveen Shakir
Bichra Hai Jo Ek Bar To Milty Nahin Dekha Poet: Parveen Shakir BichhDa hai jo ek bar to milte nahin dekha Is zaKHm ko hum ne kabhi silte nahin dekha. Ek bar jise chaT gai dhup ki KHwahish Phir shaKH pe us phul ko khilte nahin dekha. Yak-laKHt gira hai …
Read More »Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega – Parveen Shakir
Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega Poet: Parveen Shakir Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega Maslaa to phool ka hai phool kidar jaae ga. Hum tou samjhe the ke ik zakhm hai bhar jaae ga Kya khabar the keh rag e jaan main utar jaae ga. …
Read More »Gae Musam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah – Parveen Shakir
Gae Musam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah Poet: Parveen Shakir Gae musam mein jo khilte the gulabon ki tarah Dil pe utren ge wohi khwab azabon ki tarhan. Rakh ke dhair pe ab rat basar karni he Jal chuke hen meray khemay, meray khawabon ki tarha. Sa’at e …
Read More »Qadmon Mein Bhi Takan Thi Ghar Bhi Qarib Tha
Qadmon Mein Bhi Takan Thi Ghar Bhi Qarib Tha Poet: Parveen Shakir Qadmon mein bhi takan thi ghar bhi qarib tha Par kya karen ki ab ke safar hi ajib tha. Nikle agar to chand dariche mein ruk bhi jae Is shahr-e-be-charagh mein kis ka nasib tha. Aandhi ne un …
Read More »Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya – Parveen Shakir
Hum Ne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya Poet: Parveen Shakir Hum ne ni lautne ka irada nahin kiya Us ne bhi bhool jane ka vada nahin kiya. Dukh orrhte nahin jashn-e-tarab main hum, Malbus-e-dil ko tan ka libada nahin kiya. Jo gham mila hai bojh uthaya hai us ka …
Read More »Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata – Parveen Shakir
Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata Poet: Parveen Shakir Wo Hum Nahin Jinhen Sahna Ye Jabr Aa Jata Teri Judai Mein Kais Tarah Sabar Aa Jata. Faseelen Toorr Na Daite Jo Ab K Ehl-E-Qafs. To Aur Tarah Ka Elaan-E-Jabar Aa Jata. Wo Fasla Tha Dua Aur Mastajabi …
Read More »Tooti Hai Meri Neend Magar Tum Ko Is Se Kya
Tooti Hai Meri Neend Magar Tum Ko Is Se Kya Poet: Parveen Shakir Tooti hai meri neend magar tum ko is se kya Bajte rahen hawaaon se dar, tumko is se kya? Tum mauj mauj misl E sabaa ghoomte raho Kat jayen meri soch ke par, tumko is se kya? …
Read More »Dil Ka kiya Hai Wo To Chaahe Ga Musalsil Milna
Dil Ka kiya Hai Wo To Chaahe Ga Musalsil Milna Poet: Parveen Shakir Dil ka kiya hai wo to chaahe ga musalsil milna Wo sitamgar bhi magar soche kisi pal milna. Wan nahin waqt to hum bhi hain adim-ul-fursat Us se kya miliye jo har roz kahe kal milna. Ishq …
Read More »Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi – Ghazal – Jaun Elia
Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi Poet: Jaun Elia Ji Hi Ji Mein Wo Jal Rahi Hogi Chaandani Mein Tehal Rahi Hogi. Chaand Ney Taan Lee Hai Chadar E Abar Ab Woh Kapray Badal Rahi Hogi. Surkh Aur Sabaz Wadiyon Ki Taraf Woh Meray Saath Chal Rahi Hogi. …
Read More »